Google+ Followers
Sunday, 28 July 2013
google ka new nexus 7-google ne tablet nexus 7 ka upgarde version launch ki"ya he es naye tablet me 7inch ki screen di gayi hai 1920×1200 ki full hd rejolation hai 1.5gh ka s4pro caowrd core procesar diya gaya hai 2gb ki rem hai 5mega pixel camera 1.2 mega pixal front camera diya gaya hai apne pahle version se 1.8× fast hai android 4.3j!elly bin os diya gaya hai ye wireless charging ko support karta hai sound ke liye htc1 jaise dual setrio hai 3950 mega hatarz ki bettary hai jo web browsing me 10 hour ka backup deta hai america mai 30 july se melaga india mai kuch time lagega eski price 16gb wifi modal 229 dollar 32gb wifi 369 dollar 32gb 4g lte model 349 dollar hai
Thursday, 25 July 2013
unlock memory card memory card kisi bhi mobile or camera ka khass important part hota he jisme hum apne jaruri files or data ko save karke rakhate he bt jab kabhi hum memory card me password lagaa kar kisikaranvas password bhol jaye tab hamara memory card lock ho jata he memory card ko unlock karne ke liye sabse pahle fe xplore app ko apne mobile me download kar le download karne ke bad es app me mscstore file ko search kare jaha kahi aapko mscstore file mele usae rename kar de mscstore.txt kar de phir apne pc or laptop se connect kare jab aap mscstore.txt ko apne pc or notpad me search karenge tab aapko esme memory card ka password dhekhay dega
Wednesday, 24 July 2013
ek shandar trick jab bhi hum kisi naye phone ko lete he to usme ek sabse badi problem aati he uske sare contact number ko apne naye phone me save karna ek aasan sa trick pahle aap apne sare contact number ko apne purane phone se sim me copy kar le phir apne us sim ko naye phone me dal le phir phone setting se us sim ke sare contact ko phone memory me save kar le hogaya na contact save aapke naye phone me aab bat kare computer se save karne ke liye to sabse pahle apne computer me pc suite load kare use data cable se connect kare us cable se apne purne phone ko connect kar sare contact numbers ko pc suite me copy kare phir apne purne phone ko hata kar naye phone ko cable se connect kare or pc suite se apne naye phone me saare contact number save kar le
Monday, 22 July 2013
ab aap apne mobile pe emergency mein balance le shakte he jab emergency me aapko mein balance chahiye to AIRTEL user apne mobile se *121# dial kare kuch second me aapke pass ek message aayega usme aap LOAN/GIFTING options chune or send kar de fir kuch second me ek or message aayega usme aap TAKE A LOAN OPTIONS chune uske bad fir se ek msg aayega jisme aapko 10rs ka options rahega use select kar le es tarh aapke mein balance me 10rs credit ho jayega jab bad me aap recharge karenge to company aapke mein balance se 12rs dedicated kar legi 2r aapka loan par interest esi tarah VODAFONE user ke liye company aapko emergency mein balance 4rs ka degi jisme bad me aap recharge karenge to 5rs aapke mein balance se deduct hoga voda ke liye msg bheje 144 par CREDIT likh kar send kar de
emi se ab jet airways and indigo airways ke hawai tickets aap ghar bethhe he received kar shakte he iske liye aapke pass icici bank citi bank hdfc bank ke credit card honi chahiye esme tickets charges aapko 15%extra dena hoga ab jane ki aap ticket booking kaise kar shakte he sabse pahle aap eske official site me jakar right click kare waha par aapke sath kitne log he aapko kaha ki yatra karni he ye sab likh kar next par click kar de fir ek new window open hoga usme aap ko kis date me yatara karni he usko likhe fir us date me kon si flight he kitne time par he jo aapko waha chunkar likh de fir next par click kare uske bad ek or new window open hoga usme aapko total ticket ka daam usme fuel etc add kar bataya jayega fir aapko apane payment ka tarika batana hoga net banking or credit card ye sab likh kar ok kar summit kar de
Sunday, 21 July 2013
online music app:pichhle post me mene online music site ke bare me bataya tha es post me aapko kuch khass or famous music app ke bare me batounga ess app ko aap apne simple,android and apple ke mobile me download kar shakte he es app ko aap apne pc or laptop me bhi download kar shakte he en app ke official website bhi he ye app he SAAVN,DHINGANA google me search kar app apne version anusaar download kar le android ke liye niche link diye ja rahe he
Monday, 15 July 2013
Computer par kam karte karte computer ki speed slow ho jati he computer ki speed badne ke liye temporary files ko hamesha delete karte rahna chhiye eske liye computer me start batan par click kare uske bad ran panal par click karke %temp% likh kar ok kar de esse computer me sabhi temporary files aajayegi fir usko delete kar de eske aalawey reciycleben ke files ko hamesa delete karte jaye or back post me mene cclenar me bare me bataya that use use kare
Sunday, 14 July 2013
Aajkal internet use karne me liye bahut sare tool and software he bt wifi ki to bat hi alag he wifi ki help se aap apne mobile or pc me net access kar shakte he eske liye aap apne mobile or pc ke wifi ko on karde jaha kahi bhi brodbend use ho raha hoga aapka mobile or pc use connected ho jayega uske bad aap free me net use kar payange bt fends yadi brodbend me password secure kiya gaya he tab to muskil he net use karna kuki password unlock nai kiya ja shakta yu to net me bahut saare app he jo password break karne KA options dete he bt in app se password break nahi hota he yadi kisi fends ko malum he to aap bata shakte he
Saturday, 13 July 2013
Friday, 12 July 2013
books ki duniya har tarah ki books ji haa frnds pahle hamlog market jate the apni manpasand books ko lene ke liye aaj bhi hamlog apne manpasand or upyugi gayan basic books ko market se purchase karte he kitna aacha hota ki hame apne upyugi and hamare interest wale books ghar bethe mil jaye to aaj ye problem aapki solve hogayi aagar aap android and ios version ke smart phone use kare he to aap books ki duniya ke kuch famous app download kar shakte he kuch khass or famous app he KINDLE(ios,android) ,GOOGLE PLAY BOOKS(android),ALDIKO BOOKS READER(android)KOBO(ios,and,blackberry) ye app ko aap download kar shakte he en app me aapko kai books free me uplabdh he yadi aap letest books padhna chahte he to google play store se Rs100 me download kar shakte he
Sunday, 7 July 2013
ios and android -frnds aaj hum aapke liye laye he UNKNOW MUSIC APP raste par aap kahi ja rahe ho ya kisi hotel or restaurant me bedhe hue aachank aapke kano me kahi se madhur aapki favorite music sunai de rahi he aapko ye nai malum ki ye music kis movie ka he to bas ek app Shazam app download kar le ye shazam app apne data base se identify kar ke bata degi yah music or eska number kon se movie ya album ka he ese aap google play store se download kar le
Subscribe to:
Posts (Atom)